Download mp3 Noha Marsia Bibi Zaynab bint Ali

SocialDownload mp3 Noha Marsia Bibi Zaynab bint Ali

Download mp3 Noha Marsiya and lyrics of Bibi Zaynab bint Ali

Click here to Download mp3 Noha Marsiya about Bibi Zaynab bint Ali

Zainab Hai Karbala Hai Or Bhai Ka Lasha Hai

Kaisay Darbar Mein Gayi Hogi Hai Nabuwat Ki Abroo zahra

 

Click here to Download Sermon of e Zaynab bint Ali in front of Yazid  

The history of martyrdom of grandson of Prophet Muhammad (PBUH) is the story of greatest tragedy of history of mankind. This history is narrated in Urdu poetry and this form of narration is called Noha and Marsiya.

Poets mostly use the story of Bibi Hazrat e Zaynab bint Ali and her agonies because she survived to report and document massacre of children of Prophet Muhammad. She survived to face Yazid — the killer of children of Muhammad and delivered a history speech in front of the most hated and cruel man who lived in the history of Islam.

 

Kaisay Darbar Mein Gaee Hogi Hai Nabuwat Ki Abroo Zahra

Has Rahay Hain Taman Kalma Go Kerti Ro Ker Jo Guftagoo Zahra

Jo Masaib Batool Per Aaey Din Pay Pertay To Raat Hojati
Karti Jo Bud Dua Kabhi Zahra Khatm Ye Qainat Hojati
Baad Baba Kay Na Sakoon Paya Kaisay Jeeti Rahi Hai Tu Zahra

Tere Shabeer Nay Kerbal May Deen Bachanay Ko Sar Kataya Hai
Teri Sunnat Ada Ki Zainab Nay Khutba Darbar Mei Sunaya Hai
Tu Sahaabi Kay Samnay Roee Vo Sharabi Kay Ru Ba Ru Zahra

Kabhi Yasrab Ki Paak Basti Mei Kabhi Kerbal Kay Hee Biyabaan Mei
Kabhi Kufay Ki Tang Galion Mei Ore Kabhi Shaam Valay Zindaan Mei
Deen Ki Sarfarazi Ko Her Dum Kaam Aaya Tera Lahu Zahra

Jo Tera Ghar Jalanay Aaya Hai Vo To Jannat Mei Ja Nahien Sakta
Jo Tere Ghar Pay Ro Diya Hai Kabhi Usko Dozakh Jala Nahien Sakta
Uski Bakhshish Hasan Nahien Hogi Jo Bhi Hoga Tera Adu Zahra

Ye To Sub Ravion Nay Likha Hai Hashr Mei Jub Batool Aaeyngi
Khoon Bhara Kurta Saath Bete Ka Bazoo Abbas Kay Vo Laeyngi
Matami Jo Hussain Ka Hoga Usko Kardaygi Surkhuru Zahra

Jo Tera Ghar Jalanay Aaya Hai Vo To Jannat Mei Ja Nahien Sakta
Jo Tere Ghar Pay Ro Diya Hai Kabhi Usko Dozakh Jala Nahien Sakta
Uski Bakhshish Hasan Nahien Hogi Jo Bhi Hoga Tera Adu Zahra

Yeh Kaun Si Mastoor Hai , Kya Maang Rahi Hai 
Islam Ki Khidmat Ka Sila Maang Rahi Hai 

Har Sahib-E-Ghairat Se Rida Maang Rahi Hai
Pardes Main Marnay Ki Dua Maang Rahi Hai

Afsoorda Hain Aflaak, Siya Poosh Zameen Hai
Jibreel Zara Dekh Ye Zainab Tho Nahin Hai

 

Hy Baba Teri Ummat Nai Meray Ronay Tai Pehray Laayai

Main Dasdi Haan Teray Bajaun Teri Zahra Nai Jo Zulm Uthayai.

Mimbar Day Saamnay Teri Sanad Day Purzay
Chundi Rahi Naal Surndi Rahi Galan Teri Tehreer Day Baray
Hy Mimbar Day Saamnay,main Rondi Rayi Oh Hasday Rahay
Jina Lokan Nu Tu Kalmay Parhayai.

Haq Lairn Gayin Saan Zalim Diyan Jhirkaan
Dhaldi Rahi Saath Maldi Rahi Roo Kay Khari Darbaar Vich Aakay
Hy Haq Lairn Gayin Saan,main Ujri Nu Na Haq Milaiya
Koyi Main Vangun Darbaar Na Jayai.

Teri Dhi Day Naal Jo Ehna Kalma Gohaan Nay
Keeti Aai Haath Paasay Tay Rakh Kay Sairn Hurn Dheek Vi Rovay
Hy Teri Dhi Day Naal Jo,kisay Sochaiya Na Aai Zahra Aai
Ais Ujri Tay Kyun Taagh Girayai.

Shabbir Nu Keeta Zainab Day Havaalay
Umbri Nay Kaar Kay Pyaar Akheeri Eh Kun Gal Naal Chalaya
Hy Shabbir Nu Keeta,naalay Kehndi Rahi Sang Choreen Na
Meray Bachray Tay Koyi Waqt Vi Aayai.

Pehchaan Vi Bhul Gaye Teri Bachri Di Baba
Main Haan Zahra Ladli Paak Nabhi Di Meray Ghaar Nu Jalaao
Hy Pehchaan Vi Bhul Gayi,teray Naaleh Kay Baba Sayeen
Ohna Lokan Kay Main Vastay Paayai.

Hasnain Kun Sadaiya Jadon Aakhari Vailay
Zahra Nay Hovay Ronday Howay Pay Gayay Aakay Umbri Dai Sarhanay
Hy Hasnain Kun Sadaiya,ruh Jismil Chon Pervaaz Keeti
Hy Puttar Jadon Gaal Naal Si Laayai.

Hasnain Di Umbri Nay Jo Likhaiya Eh Noha
Akhtar Nay Vasta Awn Di Maa Da Karay Bakshish Da Waseela
Hy Hasnain Di Umbri,haar Momin Layee Tera Naa Leh Kay
Taboot Uttay Jinay Athru Vaghaayai.

Must read

Advertisement