Lyrics and Video of Kabhi Parcham Maiy Liptay Hain —- Kabhi Hum Ghazi Hotay Hain
NationalLyrics and Video of Kabhi Parcham Maiy Liptay Hain ---- Kabhi Hum... Kabhi Parcham Maiy Liptay Hain
Kabhi Hum Ghazi Hotay Hain
Hil Jaati Haiy Har Dastakh Par
Maa Ko Lagta Hai Main Aaya
Koi Pyaara Hai Mujhe Aap Say Bhi
Main Baba Say Yeah Heh Aaya
Ghar Bhar Hai Mera Bhi Peche
Par Aggay Bhi Ghar Mera Hai
Main Jee Loon Ga Andheron Mein
Par Meray Baad Saveera Hai
Iss Ghar Ki Saari Khushiyon Ko
Ikk Baar Na Ghabranay Daiy Gey
Ikk Soch Buri Bhi Sarhad Say
Iss Paar Nahi Aane Dai Gey
Kabhi Parcham Maiy Liptay Hain
Kabhi Hum Ghazi Hotay Hain
Joo Ho Jaati Hai Maa Razi
Toh Baitay Raazi Hote Hain
Kiya Dar Kiya Vaham Kiya Khof Usay
Jis Pushat Paye Lakh Duaaye Houn
Ho Jin Kaiy Laho Maiy Behti Waafa
Phir Samne Lakh Balaye Houn
Jaatay Jaatay Bhi Mehfil Se
Rukh Gulshan Ka Mehkatay Hain
Saabit Qadmon Pay Jo Apnay
Woh Sach Saabit Ho Jaate Hain
Ayye Ho Jidhar Say Bhi Dushman
Hum Taiz Hawa Uddh Jaaye Gey
Yeh Zulmat Kay Badal Sunlay
Aayi Wapis Moer Jaaye Gey
Kabhi Parcham Maiy Liptay Hain
Kabhi Hum Ghazi Hotay Hain
Joo Ho Jaati Hai Maa Razi
Toh Baitay Raazi Hote Hain
Wo Wapis Maa Ki Aghosh Mein Hai
Alhamad kahaa Oro Rou Di Maa
Maa Ke Ek Shukar Kay Anson Say
Sadiyon Takk Gham Na Ho Ge Yaha
Dil jinkay baraye Hou Hasti Say
Yeh Batay Hai Un Maon Kay
Khud Dhoop Guzar Kay Chor Gaaye
Yeh Rastay Saaray Chao Kay
Eik Zara Bhi Ae Pak Zameen
Tera Na Uthanay hum Dei Geye
Yeh Zulmat kay Badal Sunley
Khali Wapis moer Jaye Geye
Kabhi Parcham Maiy Liptay Hain
Kabhi Hum Ghazi Hotay Hain
Joo Ho Jaati Hai Maa Razi
Toh Baitay Raazi Hote Hain